Kavitha.....1.Ek Nayee Jung! Poem by Geetha Jayakumar

Kavitha.....1.Ek Nayee Jung!

Rating: 5.0

Ek Naya jung ladna hain mujhe

Mera dimaag
Jung ka maidaan hai
Jung mein na koi hathiyaar hai
No koi talwaar
Na koi insaan hain
Na koi janawar
Na koi fauj hai
Na koi bomb
Na he koi khoon kharaba hai.

Mera dimaag ek
Jung ke maidaan Se kam nahin.
Mere soch vicharon nei he jung cheeda hai.

Jung ke ek aur hain
Meri udasi
Mera gussa
Mera nafrat
Mera dukh dard.

Dusri aur hain
Mera pyaar
Mera shaanthi
Mera himmath
Meri khushiyaan.
Jis per muje kaboo paana hain.

Meri mann ki kushiyon ko meinein he janjeer mein jakad ke rakha hai.
Jise mujhe chudaana hain

Aagar mein jung jeethethi hoon
Toh
Hriday per mera pyar ka Taaj hooga
Mere Mann me kushiyon ka jhanda lehrayega
Mera aawaz samadhaan ka geeth gayega.

©ALL RIGHTS RESERVED BY GEETHA JAYAKUMAR 2014
© 2014.

Geetha Jayakumar.

Thursday, July 25, 2013
Topic(s) of this poem: poem
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
English Version or Meaning of this poem is in:

Battle to be Won!

Though I tried to write poem both in hindi and english..but am not sure how much I have been successful...
COMMENTS OF THE POEM
Kumarmani Mahakul 25 September 2017

Battle to be won, the mental battle like pyaar, shaanthi, himmath against udasi, gussa, nafrat, dukh dard and khushiyaan. It is a fight without weapons. Dear Geeta madam, you have so nicely inscribed this here, let it be quoted some lines.... Mera dimaag Jung ka maidaan hai Jung mein na koi hathiyaar hai No koi talwaar Na koi insaan hain Na koi janawar Na koi fauj hai Na koi bomb Na he koi khoon kharaba hai. ! ! ! ! ! ! ! ! ! ! ! ! ! '''''''''''! ! ! ! ! ! ! ! ! ! ! ''''''''''! ! ! ! ! ! ! ! ! ! ! '''''' Aagar mein jung jeethethi hoon Toh Hriday per mera pyar ka Taaj hooga Mere Mann me kushiyon ka jhanda lehrayega Mera aawaz samadhaan ka geeth gayega. Beautiful poem. Thanks for sharing.

0 0 Reply
Rajnish Manga 18 August 2016

A wonderful articulation of thoughts about the war being fought within and to be won. You write so well in Hindi which is evident from beginning to the end of this marvelous poem ]]] Mera dimaag / Jung ka maidaan hai / Jung mein na koi hathiyaar hai No koi talwaar / Na koi insaan hain / Na koi janawar / Na koi fauj hai... Agar mein jung jeethethi hoon...Mere Mann me kushiyon ka jhanda lehrayega

0 0 Reply
Akhtar Jawad 06 August 2016

Aagar mein jung jeethethi hoon Toh Hriday per mera pyar ka Taaj hooga Mere Mann me kushiyon ka jhanda lehrayega Mera aawaz samadhaan ka geeth gayega. Wish you a victory and conquest in this great mental war. A wonderful self guiding poem.

1 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success