Kasoor Tha Mera Poem by Utkarsh Singh

Kasoor Tha Mera

Rating: 5.0

Kasoor tha mera,
Chahta tha tumhe Jan se bhi jyada,
Phir jate jan ko,
Kyu bachya tumne…

Pta tha tumhe,
Yaden dard detin hain,
Yadonn se,
Pyar karna shikhaya tumne...

Tuta tha mai,
Ek parindey ki tarah,
Bina faron ke bhi,
Asma dekhna Shikhya tumne…

Thi Jindgi,
Ek Amawash ki raat jaise,
DUJ ka chand bn kar,
Thodi Roshni ki jhalak dikhai tumne…

Kho gya tha,
Tumhare khwabon ke mele me,
Un Khwabon ko,
Diwa swapn btaya tumne…

Hara tha mai jeet kar,
Sare tamnnawon ko,
Fir Jeet ne ke junoo,
Ko lautaya tumne…

Hai faslen,
Hmaredarmiyan,
Mitana hai unko,
Itna bda,
Jindgi ka makshad dekar bhulaya tumne…

DUJ ka Chand Purnima kahoga,
Hatengi wo Kali ghtayen,

Milegi Chandni,
Khilegi Roshni…

Wo ho ga ek NAVIN pal, ,
Kya wo chandni apni Mahatwakanchh avon ke bina..
UTKARSH ko,
Chhu payegi..
Ye Chandni nhi wo to ushki Mahatwakanchhayen hi btayengi…

Jine ki kla shikhai hai tumne,
Ek Umang ko lautai hai tumne,
Jindgi ab BASANT hogai hai,
Ek jhilmil sii Roshni dikhai hai tumne,

Hai ye Roshni,
Chamak rhi,
Neeraj patra pe thare ek boond asoon ke sahar,
To kla ka makshad samjhana hoga! ! !
Abhibakihai.
Written by: - UTKARSH SINGH

Sunday, August 28, 2016
Topic(s) of this poem: love and dreams
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
This poem dedicated to my Ambitions
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success