Jamhuriyat Ka Tamasha Poem by M. Asim Nehal

Jamhuriyat Ka Tamasha

Rating: 5.0

Mere sheher ka badshah bhi fakir nazar aata hai
Haath mein katora liye woh vote maangta phir raha hai

Jamhuriyat hai kya yeh tum kya jaano
Badalon se chand ke nikalne ka ek zariya hai jano

Zara ruk jao abhi kuch der tum saase tham kar
Woh nikla hai maangne jhuthe wade liye hue

Kya yahi surat hai jamhooriat ki janab
Ki padhe likhe aur anpadh ek ho gaye jahan.

Monday, November 23, 2015
Topic(s) of this poem: political humor
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
मेरे शेहेर का बादशाह ही फ़क़ीर नज़र आता है

हाथ में कटोरा लिए वो वोट मांगता फीर रहा है

जम्हूरियत है क्या ये तुम क्या जानो

बादलों से चाँद के निकलने का एक जरिया है जानो

ज़रा रुक जाओ अभी कुछ देर तुम सासे थाम कर

वो निकला है मांगने झूठे वादे लिए हुए

क्या यही सूरत है जम्हूरियत की जनाब

कि पढ़े लिखे और अनपढ़ एक हो गए जहाँ
COMMENTS OF THE POEM
Ari Alsio 23 November 2015

Mere sheher hai Jamhuriyat hai kya jao se hai jano

1 0 Reply
Souren Mondal 26 November 2015

Naam ki Jamhuriyat hai inha miyaan Koi kya khata hai usse dekh ke qatal kar te hai Koi kya pehenta hai usse dekh kar uss ki izzat mapte hai Koi kuch aur bole jo na aaye pasand to uska gala dabate hai Allah ho ya Raam Sikh, Hindu ya Musalman Kon kehta hai ke qatal karne se Jamhuriyaat behtar hota hai? Kiss kitab mein hai ye likha? ? Aap aap ho, hum hum hai Ya aap rahein ab ya hum rahenge! Yeh hai haalat abhi Kaunsi Jamhuriyaat yahan miya? Kaunsi hai duniyadari? ? Andhe hai sab Ya dikhta nahi duniyadari? ? Bohut hi achi kavita likhi hai apne Asimji.. Bohut hi achi.. Aaj kal jo shuru hua hai tamasha hi nahi, qatal kar ke rakh diya sab ne milke iss desh ka.. Iss dharti par jahan hum saadion se ek saath rahe hai, wahan aaj dharm ke naam pe logo ko maar rahe hai, baag rahe hai? ? Hindusthani hai hum - chahe kisi dharm ke ho, ya fir dharm na mante ho (mai khud nastik hu) - par wo apni apni baktigat mamla hai. Aur ye log, hume baat kar, maar kar, dara kar, iss desh ko tor ne pe lage hue hue hai... Laalat hai inhpe jo ye saab kar ke khud ko hindusthani kehte hai.. Laalat hai... Sukhriya Asimji. Issi tarah se aawaj utha te rahiye - hum saab ek hai -Hindusthani - yahi parichai hai humara, bas aur kuch nahi.. Sukhriya...

2 0 Reply
Kumarmani Mahakul 23 November 2015

Wonderful political humor poem shared with wise motive. This is very interesting definitely. Wise poem shared...10

2 0 Reply
T Rajan Evol 23 November 2015

Democracy is the real way to make the government but utmost care should be taken while casting and rating a vote, As you correctly pointed all are not equal nor blessed with virtues, Vote of an illiterate be considered a single whereas for the educated one it should be more...........A thoughtful poem.10

2 0 Reply
Ari Alsio 23 November 2015

वह हाथ का है जानो वह वोट रहा है जानो का नज़र बड़ा घोटाला

2 0 Reply
Ratnakar Mandlik 23 November 2015

Irrespective of such defects as elaborated, and may be many more, jamhuriat(democracy) is the best among all forms of polities existing in today's world. Off course the satire is most amusing and realistic. Thanks for sharing.10 points.

1 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success