Intezaar Milan Ki Poem by Shrini Deewana

Intezaar Milan Ki

Na jaane hamare milan tak is dil ki tadap rok paaoon mein kaise,
Dil mein jaage armaanon ko dabaaoon mein kaise,
Badan mein jalti aag ko bujaoon mein kaise.

Chahat hai tumehin baahon mein bharne ki magar,
Darta hoon kahin chahat pura hone se pehele
Yeh sulagti aag mere badan ko na jala de kahin.

Tumse bas yehi dua hai o meri jaan,
Aake mujhe apne baahon mein le lo o jaan,
Apne hothon se buja do yeh sulagti aag,
Tumahare makhmali badan ko taraash ne do jaan.

Do badan ko ab ek ho jaane do jaan,
Mita lene do mujhko apna tadap meri jaan,
Tere youvan ke ras ka hai intezaar mujhko,
Pyaasa hoon mein apne ras se buja do pyaas mera.

Chumunga tujhe tere sar se tere paaon tak,
Aur mita doonga hamare badan ki sulagti who aag,
Apne milan ka hai intezaar mujhe,
Apne milan ka hai intezaar mujhe.

Shrini “Deewana”

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success