Heer Ranjha Poem by abhishek sharma

Heer Ranjha

Rating: 4.0


dil kaun dekhta hai
jism dekhte hai aaj kal
jo heer ranjha hum sunte the
unko sunta kaun hai aaj kal
log rote bhi hai to aankhon se
dil se rota kaun hai aaj kal
jin dil walon ko hum dhundte the
unko dhunta kaun hai aaj kal
zindagi ki yadon ko hum jeete the
unko jeeta kaun hai aaj kal
jo heer ranjha hum sunte the
unko sunta kaun hai aaj kal
jin khwabon ko hum peete the
unko peeta kaun hai aaj kal
jis pyaar ke liye hum jeete the
akhir jeeta kaun hai aaj kal
jis dost ko jaan maan te the
dunia maanti kahan hai aaj kal
log dost ko dushman
aur dushman ko dost mante hai aaj kal
jo 'abii' gawah bana hai inka
log dushman maante hai aaj kal
jo heer ranjh hum sunte the
unko sunta kaun hai aaj kal..

COMMENTS OF THE POEM
Abii Sharma 07 February 2014

thank youu for your feedback

1 0 Reply
Geetha Jayakumar 06 February 2014

Beautiful poem Abhishek..Very true said in this poem....Heer Ranjha had a true love. But today many things are fake... jo heer ranjh hum sunte the unko sunta kaun hai aaj kal.. You have penned it very well.

2 0 Reply
Anish Chouhan 08 January 2014

zindagi ki yadon ko hum jeete the unko jeeta kaun hai aaj kal.. nice expression..

1 1 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success