Hai Ni Ladhkion Ke Do Min Poem by imnt alive

Hai Ni Ladhkion Ke Do Min

hai ni ladkion ke 2 min
chahe to jee bhar ke so jao tum
chahe to khana kha kar aa jao tum
hai ni ladkion ke 2 min

ye yun kehti hain ke mano ke palak jhapakne ka b samey na ho
par sadaian beetein in do min mein
hai ni ladkion ke do min

kuch to bhudhe ho gaye is do min ke intezar mein
kuch ne janam or janam bita lie
hai ni ladhkion ke do min

do min mein do zindgian badal jaye
do min mein hum duniya ghum aa aaye

ye do min

do pal se lambhe to nai hote
hai ni ye do min

bas do min aur
hain do min

in do min mein tarikh dar tarikh badal jati hai
bachpan se jawani aur jawani mein hath mein lathi aa jati hain

din kya mahine kya saal dar saal badalte hain par ye do min
khatam hone ko hi nai aate

hai ni ye ladhkion ke do min

tabhi to ye 16 ke 17 nai hoti
banda chahe 80 ka ho jaye

hai ni ye ladhkion ke do min

kitne chotte hote hain
ye do min............


hai ni ye ladhkion ke do min
hai ni ye ladhkion ke do min.........

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
imnt alive

imnt alive

jannat e hasin
Close
Error Success