Ghazal! Poem by Shahzia Batool

Ghazal!

Rating: 4.3


Arzu-e-sahar mein kiya karti
zindagi ko basar mein kiya karti

ashk behnay mein ik tabaahi thi
rokti na agar to kiya karti

mujh ko urrnay ka shoq tha hi nhi
baadalon per safar mein kiya karti

shehr veeraan, manzilen ma'adoom
aur tanha dagar- mein kiya karti

essi cheezon ki uss ko qadr na thi
apnay dil ko nazar mein kiya karti

saray shikway, gilay sbhi such thay
maanti na agar to kiya karti

Dil ki baazi mein haar behtar thi
phir bhala jeet kar mein kiya karti

POET'S NOTES ABOUT THE POEM
.....a long time write! ! !
COMMENTS OF THE POEM
Neela Nath Das 10 July 2013

Dil ki baazi mein haar behtar thi/phir bhala jeet kar mein kiya karti - - - - - -excellent verse.I think these are the keynote of the poem.

2 0 Reply
Tirupathi Chandrupatla 10 July 2013

baadalon per safar - felt like floating in the clouds. Nice ghazal. Thank you.

1 0 Reply
Jahan Zeb 11 July 2013

I cannot choose one particular pair of lines to be the best one. Each line has it's own beauty. A perfect ghazal.

1 0 Reply
Ramesh Rai 11 July 2013

each word is like pearl embedded with magnifiscent shinning. each line is marvellous confessing the truth. just witnessing last one - in the game of love the winner has to loose one's heart. beautiful ghazal.10 +++

1 0 Reply
Abduhoo Salamath 21 August 2016

mujh ko urrnay ka shoq tha hi nhi baadalon per safar mein kiya karti.. waah, ...kia sochney ka nadazz hai.....kahan sey ye soch aati hai..

0 0 Reply
M Asim Nehal 27 September 2015

Wah Wah Kya baat hai..... Dil ki baazi mein haar behtar thi phir bhala jeet kar mein kiya karti

1 0 Reply
Geetha Jayakumar 24 July 2013

Wonderful....Phir bhala jeet kar mein kiya karti...Beautiful ghazal... Plus...10

0 0 Reply
Yasmin Khan 12 July 2013

A beautiful ghazal tinged with gloom

1 0 Reply
Passionate Reader 11 July 2013

A lovely ghazal! ! ! Good rhythm throughout the poem thus making it enjoyable. mujh ko urrnay ka shoq tha hi nhi baadalon per safar mein kiya karti arresting lines! ! ! The ending is fabulous! ! ! :)

1 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success