Ek Muddat Se Andhera Hai Tumhare Ghar Mae, Roshni Chahiye To Jalalo Mujhko.... Poem by Madhurasha Pandey

Ek Muddat Se Andhera Hai Tumhare Ghar Mae, Roshni Chahiye To Jalalo Mujhko....

Rating: 5.0

Sabhi khilwar karte hai mohabbat kon karta hai,
Iss duniya mae hamase se wafayae kon karta hai,

ek mudat se andhera hai tumhare ghar mae, roshni chahiye to jalalo mujhko.............
uuhi jalte rahoge to gayab hojaoge.
uuhi jalte rahoge to gayab hojaoge is duniya se
mujhko pass bulalo to mae bhi sawar jau
aur mae wo hawa nahi jo uuhi gayab hojau
mujhko pass to bulao to kavita banjau....

ek mudat se andhera hai tumhare ghar mae, roshni chahiye to jalalo mujhko....
Sabhi khilwar karte hai mohabbat kon karta hai,
Iss duniya mae hamase se wafayae kon karta hai,

Aur Pyar k fasanae to bohat sunaye usne,
Kabhi khushboo mae sath bulaya to nahi,
Rooz Phool to bohat lagaye apne angan mae,
Kabhi ek kali meri zulfoo mae sajayie to nahi...

Ab hokar begane jab hum uski galiyo se chale,
To duniya humko bewafa kahti hai,
Kal tak ansuoo bhare geet mere gati thi,
aur aj mere geetoo ko ansoo banadeti hai...
sach hai dosto
Sabhi khilwar karte hai mohabbat kon karta hai,
Iss duniya mae hamase se wafayae kon karta hai,

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success