Dosti Poem by abhishek giri

Dosti



Tha ek mera dost,
kahte sab usko ghost
Waese tho the hm 3,
lekin fir bhi na lagte ek team
Jab liya 4the ne entry,
laga puri ho gai ginti
Hum dost ho gae 4,
lagate sabki watt
Pure din haste hasate,
share karte apni baate
Jab laga hum ho gae ek dusare ko samerpit,
lekin tabhi samay hui parivertit
Hua jab ek ko pyar,
dosti me aagai takrar
Khadi ho gai ek diwar lege hum todner bar- bar,
lekin hui mahnat bekaar
Na jaane kya wajah thi is takrara ki
Ho gae hum alag jo ginti thi 4 yaar ki
Samajh nahi aata kaise tooti dosti 10 saal ki
Yaad aane lagi wo baate jo ki thi share her saal ki
hum ab bhi hai saath bus yaad toh kar mere yaar
ae dost hum kitne ache the ek saath,
bus aaja ek baar,
fir se karenge unn palo ko yaad ………

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
abhishek giri

abhishek giri

siwan, bihar
Close
Error Success