Dard E Dil Poem by Satyendra Pratap singh

Dard E Dil

Dil ke zarre zarre ko roshan kar gayi
khamosh nigaho se lakho rang bhar gayi
Ab dudhati hai usi ko nazar meri aakhon mein wo apni surat jad gayi.

Kaise batau use dard e dil
wo jan kar bhi anjaan hai
aakhon mein hai shikayat
hot khamosh aur dil mein
intakaam hai.

Yu n hoga mukammal
intakaam aashiki ka
pyar mein hota hai
katle aam har khushi ka

ye teri berukhi kab tak sitam
dhayegi
aaj tu khush hai rula ke
ek din pachhatayegi.

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success