(alfaz) - Chand Aur Badal Poem by Prabodh Soni

(alfaz) - Chand Aur Badal

Rating: 5.0


Chand ne apne aas pass se badal hata liye
Mano chand kah rha ho..
bahne do chamkne do.. chandni ko..
Prakas jo fela rha hu mai..
Logo ke man ko.. unki ummido ko.. roshan karne do..
Pyas jo rhi payse ke man mai usse puri hone do..

Chan mano kah rha ho..
Ab andhera na reh payega..
koi gam o dil me thahar na payega..
Doob jaayega har vicharo..
jese parvana shama mai doob jata hai...
Kya hoga kal wo to kal jane..
Par aaj khush numa shaam me kho jane do...
Mano chan kah rha ho..
Apne aas pass se badal hata kar..

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success