Aisa Hota Poem by abhilasha bhatt

Aisa Hota

Kisko padon
Kisko sunon
Kisko jgh dil main doon
Kiski main roz ibadat karun
Kash aisa hota
jb ate duniya main hum
mazhab sabka ek hota
na koi hindu hota na musalman hota
sabhi k dilon main insan aisa hota
jo sath sach ka deta
jo batain na bantware ki karta
jo na alag do bhaiyon ko karta
aisi soch ko jo jeevan main jagah deta…

Saturday, November 28, 2015
Topic(s) of this poem: life
COMMENTS OF THE POEM
Rajnish Manga 01 December 2015

na koi hindu hota na musalman hota / sabhi k dilon main insan aisa hota / jo sath sach ka deta कवि ने यहाँ संकीर्ण विचारों से ऊपर उठ कर उदात्त मानवीय चिंतन अपनाने पर बल दिया है जो भाई भाई को बांटने के स्थान पर उन्हें एक सूत्र में बाँध सके. धन्यवाद, अभिलाषा जी.

0 0 Reply
Close
Error Success