A Khuda Yha Kuch Aur Hai Poem by Kamar Alam

A Khuda Yha Kuch Aur Hai



kisi faristey ne pucha mujse ki haal hai yha pyaar ka.
mene kha ek baar dekh kar jana tum jaan jauge.
vo bole tum hi bayaan kar do
main bola itni himmat nhi mujme.
usne jab tizaarat a dunya ki to chup rhe gya.
vo frista bola a insaan tu itne bekuf to nhi tha jitna hogaya.
main bola humko bhi batau kya dekha hai..
vo bola vo dekha jo humne kabhi nhi dekha.
humne dekha ek bayanak manjar.
ik insaan apne maa baap ko dhoka dekar.khuda ko dhoka de rha hai.
humne dekha vo besarm insaan jo apni izaat a wafa bech kr aaram se soo rha hai.
dekha humne vo insaan ki surat m bhese darinda agar uski sirat ko dekh kr janwar bhi sarma jay.
vo bekuf insaan dekha jo dunya ko pyaar samajta hai.
vo dekha jo ik saytaan ko pyaar karta hai.
vo dekha jo payso k khatir izzat lenaam karta hai.
vo bhi dekha jo napak ko pyaar samajta hai.
vo bhi dekha jo nhi dekhna chahey tha.
vo frista gabra sa gya tha..vo hum besarm insaanu se sarma sa gya tha.
humari kartuto se pani pani hogya tha.
hum ik besarm insaan hai.
humari hardey ki dewaru pr ik nafrat ki prat hai.
jo tab utregi jab hum is pyaar ko pyaar nhi samjege.
us pyaar ko pechanege jo paak hai.
us kaam ko karege jo shi hai.
us lafz ko sunege jo suchai pr jaane ko prerit karti hun.
tab hum kuch insaan banege.
varna aaj bhi hum insaan nhi baane.

Saturday, June 28, 2014
Topic(s) of this poem: love
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
1 / 6
Kamar Alam

Kamar Alam

shamli
Close
Error Success