Miss Praghyanjali Pal

Miss Praghyanjali Pal Poems

Phoolon ka ras, kaanton ka dard, panapte hai ek hi saath
Jaise hote hai manav or danav ke ek hi nath
Danav det hai kaanto ka dard, hoti hai phool va manav ki ek hi jaat
Ek kiran karti hai roashan, ek chingari karti hai barbaad
...

At the first time when I saw her, in the season of winter
A mere glance at her, made my heart flutter.

Now I let my heart rule my head,
...

I know, only he,
Who'll never hurt me.

He taught me to become an independent,
...

My lovely daughter, my dear
For you, I'll be there.

If you need me, call me
...

Phoolo ki chahat rakhne waalo, kaanton ka dard sahna hi hoga
Kuch paana hai jeevan me, to kuch khona hi hoga
Paar jaana hai samundar ke, nauka ko tufaano se takrana hi hoga
Jaana hai sikhar per, to parvat per chadna hi hoga
...

Jeevan mile to, manusya banna naseeb ho
Karm karoo to, shresth karna naseeb ho
Sanghars mile to, toofaano se ladna naseeb ho
Kiran banu to, asha ki kiran banna naseeb ho
...

The Best Poem Of Miss Praghyanjali Pal

Phool Or Kaante 2

Phoolon ka ras, kaanton ka dard, panapte hai ek hi saath
Jaise hote hai manav or danav ke ek hi nath
Danav det hai kaanto ka dard, hoti hai phool va manav ki ek hi jaat
Ek kiran karti hai roashan, ek chingari karti hai barbaad

Phoolon ka ras, kaanto ka dard, panapte hai ek hi saath
Hota hai sundar, phir bhi abhimaan zara bhi nahi aat
Moh ke man doojo ka, sugandhit karke murjhae va jhad jaat
Chad ke sahidon per, swayam sahid ki tarah amar ho jaat

Phoolo ka ras kaanto ka dard panapte hai ek hi saath
Manav va danav ka hai sadiyon ka saath
Phool ugaane hai humko, kaante bhi aa gaye to kya baat
banna hai phool humko, karni hai utpann manav jaat

Phoolon ka ras kaanton ka dard panapte hai ek hi saath
Sansar ki leek se hatkar, lekar brahmastra
Kante bante hai hazaron, phool banta hai ekadh
Phool nyochawar hota hai phool per, hota hai vahi uska nath

Miss Praghyanjali Pal Comments

Miss Praghyanjali Pal Popularity

Miss Praghyanjali Pal Popularity

Close
Error Success