kavya jain

kavya jain Poems

Gunah kia manav ne aisa
Dard tuje ab sehna hai
Din bhar rote rehna hai
Apno ko khote rhna hai
...

The Best Poem Of kavya jain

Nepal Earthquake

Gunah kia manav ne aisa
Dard tuje ab sehna hai
Din bhar rote rehna hai
Apno ko khote rhna hai

Dekhe the kuch sundar spne
Nikle the unko pura krne
Sapne adhoore reh gaye
Ghar baar humare deh gye

Ho gya anath ek baccha
Kho diya kisi ma ne beta apna
Fir b nasht krta rha prithvi ko
Pura krne ko apna sapna

Ruk ni rha insaan abi bhi
Khatam hoti ja rahi jindagi
Ankho me ansu jhalak rahi hai
Hans rhi ye kudrat abhi bhi

Jo chlta raha sab aisa
Na bachega koi insaan
Na bachegi ye shrishti
Na bachega ye gagan...! ! ! !
- kavya jain

kavya jain Comments

kavya jain Popularity

kavya jain Popularity

Close
Error Success