Ajj Mai Sapana Dekha
Aaj mai sapna dekha
Aaj mai ek sapna dekha
Aasmaan hil raha hai
Dharti naach rahi hai
Hawaaye ghunghuru bajaa rahi hai
Sahnaiya bhaware bajaate hai
Koyal kyaa geet sunati
Rangraliye jugunu manaa rahe hai
Titliya dholak bajati hai
Nitya foolo ki daali
Baans ki jhurmuto se
Pakshiya geet sunati hai
Bachcho ki kilkariyo se
Dadi maa ki loriyo se
Rituye pyaar barsati hai
Dishaye fool se gamake
Sari khushiya liyaa sapane
Ham apane me mast hai
Suhagin churiya khanka rahi hai
shambhu nath
http://www.poemhunter.com/
|